Kya aapk WordPress site me 503 service unavailable error dikhayi de rhi hai ? yadi aap yek naye blagger hai too 503 Service unavailable aapke liye badi hi mushkil kar Shakta hai wordpress
Lekin chinta krne ki koi jarurat nhi hai … ish article me aaoko wabsite blag se 503 service unavailable error ko fix karne ka aashan trika btaya gya hai .
- WordPress site me 503 service unavailable error kyo hota hai ?
- WordPress site me 503 service unavailable error fix kese kare ?
- Sabhi wordpres plugins ko deavtivate kare
- Wordpress theme badle
WordPress site me 503 service unavailable error kyo hota hai ?
503 service unavailable error aapko site me tab hota hai jab aapko wab server PHP script se koi information pta nhi kar pata hai ya PHP script yek wordpres plugin, theme ya glat custom code sbippet se ho shkta hai .
Yadi 503 error heavy usages server me gadbdi ya DDOS attack ke karad hota hai , too yash apne aap khud hi kuchh der baad thik ho jaye ga
Yadi aapki website par service unavailable kihi bad code ke karad hota hai , to yash 503 service unavailable error tab kat rah shkta hai jab tak aa push code ko site se delete nhi karege .
Too chliye dekht hai ki wordpress me 503 service unavailable error fix kese karege …….
WordPress site me 503 service unavailable error fix kese kare
Yha me apko 503 service unavailable error fix krne ke kuch aashan tkriko ke bare me btau ga .Jishki madad se ap site me aaaye error ko fix kar paye ge to chliye suru krte hai …
1 . Sabhi wordpres plugins ko deavtivate kare
Sab se pahle Sabhi wordpres plugins ko deavtivate kare
Yadi aap 503 service unavailable error ke karan aaoka wordpres dashboard m log in nhi kar parhe hai to aapko apne webhosting cPanel me jakar fil manager par clik kare , fir root directory me jakar wp-contnt >> plugins folder me rename kare . exampal ke liye plugin_old .
Aab aapne wordpres site par vijit kare . yadi aapki site jab opn ho rhi ho too ish 503 service unavailable error ke karan plugin the .
Kishi plan se se service unavailable error ho rha hai tha . ishka pta lgane ke liye fir se apko /WP-content/ folder pr jana hoga or plugin old folder ka nam fir se plugins me bdal dena hoga
Aapko wordpress dashboard me log in kare fir plugins page par jaye . yaha aapko sare plugins deactivate mile ge . Sare plugind ko yek yek kar ke activat kare or fir apne website ke 3-4 page ko bhi visit kare .
1.Wordpress theme badle
Plugin deactivate karn ke bad bhi aapke site par fir se 503 service unavailable error fix nhi hota hai to
Aapko apna wordpress theme ko badalna hoga .
Ishke liye aapko apne site ke cPanel me log in kare fir /wp-content/theme/folder me jana hoga .
Aapne avtivatd wordpress theme ko dhudhe or beckup ke tor par apne computer me download kare . apni theme download karne ke baad , aap ishke apni website se delete kar de .
Aab agar apki site me twenty automatically theme pahle se installd hai to yah aapke ite par default theme ke rup mr automatically activatd ho jayegi .
Aab aap apni website par vigit kar shakte hai ki 503 service unavailable error fix ho gyi ya nhi .
Yadi dono method ko try karne ke baad bhi service unavailable fix nhi hoti hai to apko apne wordpress hosting company se contact kar shakte hai ya kishi wordpress developer ko hire kar shkte hai .
WordPress me 503 Service Unavailable Error Fix kese kare
You don't need to discover a professional over calling, messaging or talking. Persuade your issues to be addressed as you can get our direction through telephone for example Google chrome client care telephone number.err_too_many_redirects chrome
ReplyDelete