Kya aap apni website me dark mode add karna chahte hai . kayi device aab dark mode support ke sath aat hai . halaki aap apni site me dark mode switcher toggl add kar shkte hai
Aap ishe me apko btau ga ki aap apni wordpress website me aashani se Dark mode kese add kar shkte hai .
To chaliye suru karte hai …..
1.Wordpress website me dark mode add kese kare
2. Wordpress admin me dark mode add kese kare
Wordpress Wabsite me Dark mode Add kese kare
Shab se pahle , apko apni site me wp dark mode plugin ko install karna hoga fir ushko activate karna hoga . plugin ko activate karne ke baad , setting>>wp dark mode page par jaye or general setting teb par click kare .
Yaha , apko enable o aware dark mode swiched on dikhyi degi. ishka matalb yah hai ki vigitar apki site ki dark mode version ko dekhe jab ushke device dark mode par set hoga .
Yaha apko yk or setting show floating switch , switched on dikhayi dega ishka mtalb hai ki user kishi bhi time apki site ko dark mode m swiched kar shkta hai , bhale hi ushko ushke device me dark mode support nhi krta ho .
Shab apni website par jaye , or aapko niche kone me dark mode switch option dikhyi dega . site ko dark mode me switch karne ke liye ushpe click kare .
Plugin apko customization option bhi deta hai hala ki plugin ka free vertion limited customization option ke sath aata hai .
- Aap display setting tab par click kare floating switch batan ka style badal shakte hai .
- Aap style setting tab ka use kare dark mode colour ka bhi customization kar shakte hai .
Wp dark mode me free version ke sath , aapko keval pahle 2 floting switch or pahle colour use kar shakte hai .
Wordpress Admin me dark mode add kese kare
Bash settings>>wp dark mode par jaye or general settings tab par click kare , fir enable backend darkmode ko switch on kare
Aab apko apne site pe wordpress deshbord ke tab bar me yek naye switch option dikhyi dega . bash dark mode me switch kare .
Wordpress Dark mode
0 Comments:
Post a Comment
Comments may be removed at the discretion of the blog owner. Spam and personal attacks are not allowed.